Bachpan me zulm sehne wali ek masoom ladki ko ek khufiya police wala aur uski maa panah dete hain. Saalon baad, wo ladki top forensic doctor banti hai aur wo aadmi apne badle me ulajh jata hai. Pyar aur qurbani ki is kahani me, wo akele hi aakhri jung ladti hai.