Ek police wale ne ek qatil ki jaan bachai thi. 10 saal baad jab uski beti dushmano se bhag kar us qatil ke paas aati hai, toh wo galatfehmi me use thukra deta hai. Sach janne ke baad wo use bachane nikal padta hai!