Alpha Killian ko apni mate Nia mein mili, jo wolfless outcast thi. Academy mein usne ancient White Wolf power jaga li. Dono ne milkar dushmano ko khatam kar diya aur top par pahunch gaye. Par unki jeet shuruwat thi, ek naya khatarnaak andhera unke liye aa raha hai.