Yaadasht jaane ke baad bodyguard Kelsey mafia boss Johnathan ke liye kaam karti hai aur dono mein pyaar ho jata hai. Phir pata chalta woh Peluso family ki gayi hui beti Elena hai. Dono milke badla lete hain, dushman ko harate hain, aur apne pyaar ka izhaar karke happy ending karte hain.