Ek chota lohar tha jise dragon graveyard mein phenk diya gaya tha kyunki usme aag nahi jali. Par wo asal mein sabhi dragons ka raja tha! Wo apni maa ko bachane aur badla lene wapas aaya. Apni asli taqat jaga kar, usne us duniya ko jhuka diya jisne usko thukra diya tha.