Nayika apni dadi ko bachane ke liye Nayak se shaadi karti hai, par jhoote ilzaam mein jail chali jaati hai. Bahar aane ke baad bhi use dard milta hai, phir woh sab chhodkar nayi zindagi shuru karti hai, par kismat use phir aazmati hai.