Bonding ke din hi ek ladki apne Alpha se rishta tod deti h. 2 saal baad wahi Alpha uska professor ban jata h aur use fir se apna banana chahta h. Ab bhaga hua pyar wapas lautne wala h.