Ek ladka tabah hone ke baad ek ajeeb system activate karta hai jitna bada risk le, utni zyada power mile. Woh zombie crisis se pehle waapas jaata hai, apni ex ki jhooth pakadta hai, teachers ko challenge karta hai, aur colony bachata hai sab kuch ek hi formula se: Darr mat, aur aage badh.