Ek garib bhai ka ek ameer bacha mazaak udata hai. Par uska khoya hua judwa bhai wapas aata hai jo ek billionaire hai. Apne bhai par zulm dekh kar bhai gussa ho jata hai aur apni power se us ameer bachey ki aisi dhulai karta hai ki wo kabhi nahi bhulega.