Bhai ko ghar se nikaal diya aur yaaddasht chali gayi. Ek ladki ne bacha kar usse shaadi kar li. Bhai chupke se War God ban gaya par usne apni pehchan chupa li. 5 saal baad biwi ko sachai pata chali aur usne divorce maang liya. Ab bhai apni asli power dikhakar use wapas layega.