Space se wapas aane par legendary War God ko pata chala ki uski biwi aur bacchon ko kidnap kar liya gaya hai. Apni powers seal hone par bhai ne ek aam insaan ban kar evil syndicate ko dhunda. Phir castle mein ghus kar apni ultimate power use ki aur apni family ko bacha liya.