Maa ko bachane ke liye ek ladki thande CEO se contract shadi karti h aur alag ho jati h. 3 saal baad wo usi company me intern banti h, bina jane ki uska boss hi uska pati h. Jab pyar badhta h toh sach samne aata h.