Paise ki tangi mein ek ladki ek ajnabi se contract shaadi kar leti hai. Phir use sapno ki job milti hai ek hot AI startup mein, jahan uska dil company ke charming founder par aa jaata hai. Dono anjaan hain ki woh pehle se ek doosre ke pati patni hain.