Ek police wali buzurg logon ko nishana banane wale fraud gang ko pakadne ke liye undercover jaati hai aur ek fake celebrity ke jaal mein phasne ka natak karti hai. Uski beti sach jaan kar khud bhi gang mein ghus jaati hai aur milkar poora racket tod deti hain.