Aakhri dragon Jenny ne 10 saal tak apna khoon de kar Arthur aur Tom ko zinda rakha. Par isme usne apna ghar aur bete ka bharosa kho diya. Jab uske khoon ko hathiyar banaya gaya, toh saari kasam toot gayi. Dragon King Arthur usko bachane aaya, par ye toh bas shuruat thi.