Talaaq aur maut ke baad ek pati-patni dobara apne school ke dinon me laut aate hain. Is baar dard se bachna, sapne poore karna aur pyaar ko theek karna unke liye zindagi ka sabse bada imtihaan ban jaata hai.