Business heir Patrick family massacre se bach kar bodyguard bankar dushman ke ghar aata hai. Usko dushman ki beti Lucia se pyar ho jata hai. Sach janne ke baad bhi Lucia use chunti hai. Patrick apna revenge pura karta hai, legacy wapas pata hai aur Lucia ke sath reh jata hai.